Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJab Se Main
HomeJab Se Main
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekh ke tumko hosh mein aana bhool gaye yaad rahen tum aur zamaana bhool gaye jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai chaaha tha ye kahenge socha tha wo kahenge aaye wo saamne to kuchh bhi na keh sake bas dekha kiye unhen hum dekh kar tumko yakeen hota hai dekh kar tumko yakeen hota hai koi itnaa bhi haseen hota hai dekh paate hain kahaan hum tumko dil kahin hosh kahin hota hai jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai ha ha haaa haaa haaaa haaaaa hooooo aa kar chale na jaana aise nahin sataana de kar hansi labon ko aankhon ko mat rulaana dena na beqaraari dil ka qaraar banke yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke intezaar ban ke bhool kar tumko naa jee paayenge bhool kar tumko naa jee paayenge saath tum hogi jahaan jaayenge hum koi waqt nahin hai humdum jab
jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai honthon pe pyaar ki meethi si raagini chehre pe aarzoo ki dheemi dheemi roshni honthon pe pyaar ki meethi si raagini chehre pe aarzoo ki dheemi dheemi roshni dheemi dheemi roshni meri dhadkan teri baaten tere jalwe meri aankhen jaise ye roshni jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai jo naina mod ke do naina jod de jo itna shokh hai wo sharmaana bhi chhod de jo naina mod ke do naina jod de jo itna shokh hai wo sharmaana bhi chhod de are sharmaana bhi chhod de ye shokhi si nighaon ki ye chori si adaaon ki jaise ye dillagi jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai
jal mein jaise pyaasi machhariyaa wohi hai haalat meri mujhko to baawari bana gayi murli ki dhun teri ooooooo oooooo oooooooo hoooooo ooooooo oooooooo hoooo hoooo hooo hoooo jab se mile naina tumse mile naina tadap tadap din beete aur jaagi jaagi raina jab se mile naina tumse mile naina tadap tadap din beete aur jaagi jaagi raina bas ik jhalak teri dekh ke khud se begaani huyi phir kisi murli pe koi raadha deewani huyi hooo hoo hoo bas ik jhalak teri dekh ke khud se begaani huyi phir kisi murli pe koi raadha deewani huyi hai janam janam ka rishta ye tera mera baawari hoon main teri tu mera saanwara baansuri bana ke mujhko honthon se laga jab se mile naina tumse mile naina tadap tadap din beete aur jaagi jaagi raina jab se mile naina tumse mile naina tadap tadap din beete aur jaagi jaagi raina oooooooo ooooo oooooo oooooo ooooooo ooooo oooooo ooooo oooo hooo hoo hooo hooo hooo hoooo parbat ke uss paar se jab tu pukaare mujhe paagal si ho jaaun main dil mera dhoondhe
jabse hum tabaah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye husn par nikhaar aa gaya husn par nikhaar aa gaya husn par nikhaar aa gaya aaine siyah ho gaye aaine siyah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye aandhiyon ki kuchh khata nahin aandhiyon ki kuchh khata nahin aandhiyon ki kuchh khata nahin hum hi dard e raah ho gaye hum hi dard e raah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye dushmanon ko chitthiyaan likho dushmanon ko chitthiyaan likho dushmanon ko chitthiyaan likho dost khair baah ho gaye jabse hum tabaah ho gaye tum jahaan panaah ho gaye
oooo ooo ooo oooo ooo ooo oo ho jab se mili tose akhiyaan jiyara dole re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan jiyara dole re dole o dole ho meethe meethe pyaar ke yeh hichkole jiya dole re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan dole hai dole yeh dil ki duniya main nahin apne bas mein dole hai dole yeh dil ki duniya main nahin apne bas mein wo man mein chhupaa ek chor hai jo mere jee ki batiyaan khole ho jab se mili tose akhiyaan jiyara dole re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan raat mile jab din se aa jaaun main nadi kinaare raat mile jab din se aa jaaun main nadi kinaare chanchal jal ki natkhat lehrein kar jaayen ajab ishaare chanchal jal ki natkhat lehrein kar jaayen ajab ishaare hole hole tu bhi kisi ki ho le re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan pyaar mein ye dil jaise beech dhaar ek naiyya pyaar mein ye dil jaise beech dhaar ek naiyya main is paar hoon ya us paar hoon sach sach bata khewaiyya main is paar hoon ya us paar hoon sach sach bata
jai shambo shambo shambo shiva shiva shambo shambo itu pakko lukke aiyammo yediketi vayasundammo yegire manasundammo gelupe mana gamyam padammo atu pakkana godari itu pakkana radari chiru gaalulatoti saage savareeee naa pere sanchari premokate naa daarai guri petti golu kotte shikarieeeeeeee we got a hope you understand we got a hope you understand we got a hope you understand jai shambo shambo shambo shiva shiva shambo shambo itu pakko lukke aiyammo yediketi vayasundammo yegire manasundammo gelupe mana gamyam padammo spicy gongura mirchi masala chaka chaka naatho raa aaa hill top banjara bbc nenera antha seenu ledura ye akkadundi gattu aa gattu meeda chetti vottesi neeku choopistha lokam guttu o yabbo yenta bettu rupaayi cheta battu yevadaina gulam kaakunte nanne muttu bassu nindenta dabbundali manishi batukendukuuu hoi manchi vaadokkadu thodundali nee manasu batikendukuuuu we got a hope you understand we got a hope you understand we got a hope you understand we
uljhi si baatein dil mujhse bhi baantein to mehar mehar meherbaniya khud hi samajh ke mujhe samjha de to mehar mehar meherbaniya ho meherbani jo dil de zubaani keh de wo jo na kabhi kaha hai aise tera main jaise mera tu aise tera main jaise mera tu huuu uuuu milte rahen jo aise hi donon lag na jaaye ishq ki nazar ae dil farebi tham sa gaya kyun aisi waisi baat soch kar bas mein na mere ab ye raha hai tujh pe aake dil ye jo ruka hai aise tera main jaise mera tu aise tera main jaise mera tu huuu uuuu jaise mera tuu uuuuuuu aye oo ee na na na na na na yea na na na hunnnn aaaa fariyaad karti phir yaad karti sochti hoon tumko baar baar na chaahatein hain par chaahte kyun tumko yunhi mere aas paas kuchh bhi nahin hai kuchh phir bhi hai tumse milke dil ko ye laga hai aise tera main jaise mera tu aise tera main jaise mera tu jaise mera tu jaise mera tu jaise mera tu huuuuh jaise mera tu uuuuu
jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson us se lipat ke roye us se lipat ke roye deewaana waar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the tum gulsitaan se aaye zikre khizaan hilaaye tum gulsitaan se aaye zikre khizaan hilaaye humne kafas mein dekhi humne kafas mein dekhi fasle bahaar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the hoti rahi hai yun to barsaat aansuon ki hoti rahi hai yun to barsaat aansuon ki uthte rahe hain phir bhi dil se gubaar barson jis mod par kiye the wo sang e dil tha koi begaana e wafa tha wo sang e dil tha koi begaana e wafa tha karte rahe hain jiska karte rahe hain jiska hum intezaar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson us se lipat ke roye us se lipat ke roye deewaana waar barson jis mod par kiye the humne qaraar barson jis mod par kiye the
jo samar mein ho gaye amar main unki yaad mein gaa rahi hoon aaj shradha geet dhanyavaad mein jo samar mein ho gaye amar main unki yaad mein gaa rahi hoon aaj shradha geet dhanyavaad mein jo samar mein ho gaye amar laut kar na aayenge vijay dilaane waale veer mere geet anjali mein unke liye nayan neer laut kar na aayenge vijay dilaane waale veer mere geet anjali mein unke liye nayan neer sang phool paan ke rang hai nishaan ke shoor veer aan ke jo samar mein ho gaye amar main unki yaad mein gaa rahi hoon aaj shradha geet dhanyavaad mein jo samar mein ho gaye amar vijay ke phool khil rahe hain phool adh khile jhaare unke khoon se hamaare khet baag ban hare vijay ke phool khil rahe hain phool adh khile jhaare unke khoon se hamaare khet baag ban hare dhruv hai kraanti gaan ke surya nava vihaan ke shoor veer aan ke jo samar mein ho gaye amar main unki yaad mein gaa rahi hoon aaj shradha geet dhanyavaad mein jo samar mein ho gaye amar wo gaye ki reh sake svatantrataa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar 06:53 17859
 
Poster of Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Duration : 06:53   Song Number : 17859   

Jab Se Hum Tum Bahaaron Mein Main Shadi Karne Chala (1962) 03:20 16101
 
Poster of Main Shadi Karne Chala (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mumtaz, Firoz Khan
Duration : 03:20   Song Number : 16101   

Jab Se Mile Naina (Female) First Love Letter (1991) 08:27 18758
 
Poster of First Love Letter (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Duration : 08:27   Song Number : 18758   

Jabse Hum Tabaah Ho Gaye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:33 37007
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bekal
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:33   Song Number : 37007   

Jabse Mili Tose Ankhiyan Amanat (1955) 03:33 11839
 
Poster of Amanat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 03:33   Song Number : 11839   

Jai Shambo Bangaram (2006) 04:10 10306
 
Poster of Bangaram (2006)
 
Category
Telugu
Year- 
2006
Lyricist
Bhuvana Chandra
Music Director- 
Vidyasagar
On Screen Actors- 
Pawan Kalyan, Meera Chopra
Duration : 04:10   Song Number : 10306   

Jaise Mera Tu Happy Ending (2014) 04:16 37236
 
Poster of Happy Ending (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Priya Saraiya
Music Director- 
Sachin
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Ileana D'Cruz
Duration : 04:16   Song Number : 37236   

Jis Mod Par Kiye The Chitra Singh 05:56 40518
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Faakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:56   Song Number : 40518   

Jo Samar Mein Ho Gaye Amar Lata Mangeshkar 07:27 39999
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt Narendra Sharma
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 07:27   Song Number : 39999